SIM CARD

 SIM CARD KYA HAI 

      subscriber identity module (SIM) full form


SIM basically ek electronic chip hai.

Or jome sulphur,silicon, goldor kuch metals se bana howa hai 


Joke mobile phone Mai use hota hai. Hum mai se 99% logon ke pass mobile phone hai.bacche budhe or jawan sab ke pas phone hai.or rahe q na iske bagair hamare kaam adhore rah jate hai ( kisina ne kaha hai. Mobile ke bagair hamari life adhori hai) . 

Joke a part SIM ek (International Mobile Subscriber Identity  IMSI) SIM ke andar ek integrated circuit hai.jisse wo frequency generate karta hai. Jisse wo GSM network 🛜 network se connect hota SIM bahut saare companies ka hota isliye GSM network har company ke alag hote hai. Example ( Airtel, Jio, Vada phone,Vi, BSNL) BSNL joke government company hai laukin iski demand Kam hai. Logo ke pas q ke har jage iske network tower nahi hote. In our matter hum agar koi Banda kisiko ko call kare tu International Mobile Subscriber Identity   IMSI se identify honga phir wo GSM network ko connect honga or phir sidha Satellite se call connect honga phir Satellite ose connect karenga wo kis company ka sim hai or phir wo os SIM se connect honga .

 

What is SIM
SIM

SIM card ko pahli baar 1991 mai banaya gya tha.joke ek smart card maker ne banya tha ( Giesecke and Devrient) name or jaise jaise revolution aata gya waise sim abhi tak micro hogya 

OR INDIA mai pahli baar SIM 1994 mai established howa tha. BPL communications ke zariye

Powered by Blogger.